Tankhwa: Tajurba aur kaam ke mutabiq tay ki jayegi
Position: Pakistani Chawal Ustad
Zaroori Maharatain:
Har qisam ke chawal banane mein mahir ho: Pulao, Biryani, Bukhari, White rice
Sharaait:
Valid Iqama zaroori
Valid Baladiya card zaroori
Saudi Arab mein kam az kam 3 saal ka tajurba
Sahuliyat:
Khana aur rehaish faraham ki jayegi
Rabita (sirf WhatsApp):
+923456667739