Assalamu Alaikum!Main apni Wansa twin tub washing machine sale karna chahta hoon. Machine bohot achhi condition mein hai aur bilkul theek kaam kar rahi hai. Brand: Wansa Type: Twin Tub Semi-Automatic Washing Machine (Wash aur Spin dono options available hain) Condition: Clean aur achhi working condition mein