35, (RIYADH) Deen Aur Achha Kirdar Zaroori Hyd POLYGAMY) Proposal Widow,& Any

Sunnat ke Tareeqe se Halal Nikah (Polygamy) No Dowry Allah par Bharosa Rakhein

Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh.

Main ek Hyderabadi Muslim hoon, meri age 34–35 saal hai, aur main Riyadh mein kaam karta hoon. Main Sunnat par amal karte hue aur khud ko gunah se bachane ke maqsad se halal tareeqe se Polygamy (doosra Nikah) karna chahta hoon.

• No Dowry: Mujhe kisi tarah ka koi dowry (jahez) nahi chahiye—sirf ek nek aur samajhdar saathi ki talash hai.


• Age: Ladki/sister ki koi bhi age chalegi, bas Deen aur achhe kirdar ko ahmiyat dene wali hon

.
• Tawakkul: Allah ki zaat par poora bharosa rakhein—jab niyat saaf ho aur raasta halal ho, toh In shaa Allah sab achha hi hoga.

[email protected].
Kembali Seterusnya